Sunday, March 15, 2020

Mehrama lyrics - Love Aaj Kal | Kartik | Sara

Mehrama - Darshan Raval & Antara Mitra | Love Aaj Kal | Kartik - Darshan Raval & Antara Mitra Lyrics


Singer:   Darshan Raval & Antara Mitra

Mehrama lyrics 

Chaahiye kisi saaye mein jagah
Chaaha bahut baar hai
Na kahin kabhi mera dil lagaa
Kaisa samajhdaar hai
Main na pohchun kyun wahaan pe
Jaana chaahun main jahaan
Main kahaan kho gaya
Aisa kya ho gaya
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata
Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
O mehrma, kya mila
Yun juda hoke bata
Jo shor ka hissa hooni
Woh aawaz hoon
Logon mein hoon
Par tanha hoon main
Haan tanha hoon main
Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe
Bolo magar na baatein karun
Ye kya hoon main
Sab hai lekin main nahi hoon
Woh jo thoda tha kami
Woh hawa ho gaya
Kyu khafa ho gaya
O mehrma, kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata
Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
O meherma, kya mila
Yun juda hoke bata


No comments:

Post a Comment

Search This Blog